Translate

Thursday, May 16, 2013

Child labour

Child Labour

Child labour kisi bhi mushray ka nasoor ha jo kay kabhi bhi khatam nai ho skta ha.is cheez ka ziyada asar janoobi asia ya un ghreeb mumalik pr ha jin mulkon main khurak,sehat,taleem ka aitmad baksh zaraye nai hain farz karin ager aik ghar main 10 afraad rehtay hain or un main kamanay wala aik hi admi ha or is mehngai k daur main un ka kahrcha kaisay poora ho skta ha is liye un ka hath batanay k liye us ki biwi or bachon ko b majboori k tehat kaam krna parta ha jis umar main un k hathon main khilonay or kitabain honi chaiye us umer main un k hathon main auzaar,jharoo or bohat se kaam karnay k aalay hotay hain ye aik bohat bara circle ha jo k jitni baar khatam kiya jaye unta hi bara hota jata ha or is muaamalay main inssan b kuch nai kar skta un bachon k maa baap b majboor hain is bimari se laachar mumalik main pakistan,bangladesh,india or bohat se ghreem mumalik.ager hum is baat k zimmaydaar un bachon k maa baap ko tehraain toh wo bilkul ghalat ha Q k kon chaye ga k jub sari duniya ka bachy aaram se so ya khel rahy hn toh un ka bach kaam kr raha ho un ki bhi majboori ha wo bhi is muammlay main kuch nai kr sktay hain mujhay toh is muslay ka hal abhi tk toh uthta nazer nai ata ha.
...:::A_A_K:::...

Wednesday, May 15, 2013

road safety

ROAD SAFETY


main aaj jis baray main blog karnay jaa raha hn wo aik sirious issue ha jis ko koi b sirious nai leta ha or wo issure hai road safety road aik aisi jaga ha jis main aap ko pta bhi nai chalta ha or koi aap ko hit kar k chala jata ha pakistan mai rule and law jaisi koi cheez ha hi nai or yahan ki awam toh aqal se hi farigh ha agr hum rules and regulations ko achi tarha se follow karin toh hum traffic hadsaat main wazzay kami laa sktay hain jaisy k halmet,signels,etc yeh wo basic cheezain hain jo k humain road pr chaltay huay follow kartay huay use karni chaiye yahan pr ager koi driving k doran kisi kaam k liye gari ko rokta bhi ha toh hazards ko b on karnay ki zehmat nahi kartay hain hazards toh bohat door ki baat ha wo toh turning signels ko b on karna apni toheen samajhtay hain  yeh toh mukhtsar si fehrist ha aisi tweel se list ha jis ko hum ne sudharna ha..


...:::A_A_K:::..