ROAD SAFETY
main aaj jis baray main blog karnay jaa raha hn wo aik sirious issue ha jis ko koi b sirious nai leta ha or wo issure hai road safety road aik aisi jaga ha jis main aap ko pta bhi nai chalta ha or koi aap ko hit kar k chala jata ha pakistan mai rule and law jaisi koi cheez ha hi nai or yahan ki awam toh aqal se hi farigh ha agr hum rules and regulations ko achi tarha se follow karin toh hum traffic hadsaat main wazzay kami laa sktay hain jaisy k halmet,signels,etc yeh wo basic cheezain hain jo k humain road pr chaltay huay follow kartay huay use karni chaiye yahan pr ager koi driving k doran kisi kaam k liye gari ko rokta bhi ha toh hazards ko b on karnay ki zehmat nahi kartay hain hazards toh bohat door ki baat ha wo toh turning signels ko b on karna apni toheen samajhtay hain yeh toh mukhtsar si fehrist ha aisi tweel se list ha jis ko hum ne sudharna ha..
...:::A_A_K:::..
No comments:
Post a Comment